Blog me About us page kaise banaye Urdu Hindi - My Web

Blog me About us page kaise banaye Urdu Hindi

Hello friends welcome  to HindiDroidBlog me aaj aapko about us page kaise banaye aur blog ke liye kyu jaruri hai vo batavuga. Agar aap blogger hai aur aapko about page ke bare me apne blog me add Karna he to aap yis post ko paste jaye.


 About us page kaise banaye

Blog/website me about us page kya hota hai?
Agar aap blogging ke field me hai to aapko ye baat no Nahi padegi about us me bare me. To bhi me bata deta hu. Yese Apne kagi sare blog dekhe hoge. Aapne about us page ko navation bar ya footer bar me jarur dekha Hoga. Aur about us page ko udhri rakha jata hai. Jo ke readers ko aasani hoti he ki blog ke bare me aur kya kya chije milegi.

 • About us ak simple text format ya html format wala page hai
 • About us ko blog ya website me use hota hai.
 • About us me aapko pata chalata hai ki blog kis topic pe he.
 • Blog ke owners kon hai?
 • Blog Ka mission kya hai?
 • Blog pe konse topics pe public hoti hai
 • Aur admin aur Uska display picture
 • Aur contact details jes eki social links

Ye sari chije aapko apko Apne notepad me Likha hai. Aur usko blog ke page me copy paste kar de. Example per ke tour per aap hamra about us Ka page dekh sakthe hai.

 Read this
Digital Marketing kya hai aur kaise sikhe? | free google Fundamentals of digital marketing Certificate kaise paye?
Blogger me about us page kaise banaye ?

Chalo maan lete ki Apne blog ke liye notepad me Aapne blog ke liye about us Ka page likh liya ab hame blogger pe Jana hai aur udher about us Ka page create Karna hai. Ye steps follow Kare aur blog ke liye about us page create Kar le.

Step 1
Sabse phele blogger.com per Jaye aur sign in ho Jaye.
 About us page kaise banaye

Step 2
 About us page kaise banaye
Blogger ke dashboard ke niche pages Ka options Hoga usko click Kare. Aur click Karte hi aapko new page Ka option hoga usko click Kare. Yise aapko blank page dikhega

Step 3


Blank page me Aapne Jo Likha tha notepad vo vo copy Kar de. Title me About us likhe. Aur save karde.


Congratulations!! Abhi aapne blog ke liye page created Kar Diya hai. Abhi aapko about us page Ka link lena hai. Aur usko navigation bar ya footer bar me jodna hai.




Aap two way se blog Ka about page Ka link jod sakthe he.
 1. HTML template editor
 2. Layout me Jake add link Kar ke.

Niche diye Gaye steps ko follow Kare.

About us page ko navigation bar ya footer bar me Jode.
1. HTML template editor se about us Jode.

Step 1
Sabse phele blogger ke dashboard me Jaye aur vaha me theme Ka options Hoga .
 blog me About us page kaise banaye  jane hindi me


 Edit HTML  ke option ko select Kare.


Step 2
 blog me About us page kaise banaye  jane hindi me


HTML me code show hoge to aapko ctrl +f and about us Ka default ko dodhna hai. #  Hoga udher apna link Dal de aur template ko save Kar de.

2. Blog ke layout me

Step 1 :
Blog ke dashboard me layout ke section me Jaye. Layout me aapko add link ke layout wale section me Jana hai


Step 2 :
Edit per click Kar ke



Name me : about us likhe
URL me : About us page Ka link Dal de.
Aur save Kar de.

Same footer me bhi Jake add Kar de. Aur yis tarha se aap about us Ka page ko Apne me blog koe jod shkate he.


About us fayda.
 • Blog me about us section logo ko pata chalta he ki aap Ka blog kis bare me hai
 • AdSense ke approval ke time aapke page pe about us Ka page aur other pages jese ki contact us aur term and condition Ka page ho to jaldi approval milta hai.
 • Blog ko accha appearance deta hai.



Last words

To Mene yaha pe aapko about us page kaise banyae vo bare me bataya hai. Agar aapko Kuch idea chaiye ki about us page me kya kya likhe to aap Google me Jake search Kar skate hai. Aur aap about us page me add bhi Kar skathe hai. Ummed hai aapko ye about us page ka post Pasand Aaya Hoga . Social media aur dosto ko share kare.
Happy blogging

No comments:

Post a Comment