Blog Ya Website Kaise Banaye in Hindi/Urdu - My Web

Blog Ya Website Kaise Banaye in Hindi/Urdu

Blog Kya Hai
aaj mian ap ko aik free blog aur website banane ka tariqa bataonga.website aur blog banana koyi mushkil kam nahi lakin un logo ke lea zaroor mushkil hai jo en ke bare mai nahi jante .aj mai apko is post mai batawong ke ap kaise aik proffesional blog aur website bana sakte hai.

darasal google hamai aik free blog muhaya karta hai jis ke zarye ham free mai aik acha proffesional blog bana sakte hai aur google ne hamai aik blogger site muhaya ki hai jis se ham asani se free mai blog bana sakte hai aur us ko ap adsence ke sat link karke paise bi kama sakte hai

aajkal blog ka nam dunya mai bohut famous ho raha hai.lakin es ke sat sat kuch logo ko ye bi pata nahi ke blog kya hota hai.ap blog ke zarye aik artical likh kar ke share kar sakte hai.blog ko ham kisi bi topic ke bare mai likh sakte hai jis kisi bi niche ke bare mai ho for example ,technology related ,tech news,youtube,health,facebook,tips and tricks wagaira wagaira.
 blog kaise banaye/blog banane ka tariqa
blog banane ke lae ap ke paas aik gmail account ki zaroorat hogi jis ke zarye ap aik acha proffesional blog bana sakte ho aur us se paise bi kama sakte ho.to friends blog ko banane ke lea apko ye artical poora padhna hoga jis main mai apko blog banane ka terqa batawonga.


sabse pahle apko apna browser open karna hai
search bar mai type karai (blogger.com)
Blog Ya Website Kaise Banaye in Hindi/Urdu
create a blog per click karai
apne gmail account ka user name and password enter keejeye
Blog Ya Website Kaise Banaye in Hindi/Urdu
blog ka display name enter kejeye
create new blog per click karai
Blog Ya Website Kaise Banaye in Hindi/Urdu
title type karke enter karai for example(Techonlogy)
adress enter karai for example (www,technology.blogspot.com)dosto agar adress name available na ho to aap dosra adress name type karai
aur apne blog theme ko choose karke enter karai
To ap ka google per blog ban gya hai ab ap es per artical likh sakte ho and share kareke adesece ke sat link karke paise kama sakte ho
Blog Ya Website Kaise Banaye in Hindi/Urdu





To dosto es tarah se ap apna aik proffesiona blog bana sakte ho aur us ko adsence ke saat link kar ke paise kama sakte ho.Umeed hai ke aapko ye article pasand aaya hoga. Is tarah ke aur bhi post ko padgne ke liye aap hamare blog ko subscribe kar sakte hai.

No comments:

Post a Comment