Blogger Blog Mein Bell icon ka Notification button kaise lagaen urdu Hindi - My Web

Blogger Blog Mein Bell icon ka Notification button kaise lagaen urdu Hindi

Hello guys welcome karta hun main aapne blog main. Guys I hope k sab theek hugy .Aaj phr main blogger se related article lekar Aaya hun jo aapke liye bahut help ful huga.

doston agar aapke pass koi website ya blog hai to aap ke liye post bahut important hone Wali Hai ham aapko apni website mein notification bell icon lagane ke bare mein Puri information bataenge aur ise lagane se kya fayda Hoga vah bhi ham aapko Puri detail mein bataenge To doston is post ko aap end tak padega.



Notification bell icon kya hy?
doston aapane bahut hi website block mein Dekha Hoga Ki unki website per ek niche bell icon ka banaa hua  button Hota hai .jab bhi aap unki pahchan open karte Hain To aapke samne ek popupwindow ho jaati Hai jismein aap se Kaha jata hai kya agar aap hamari latest post ko padhna chahte Hain to allow button per click Karen Jaise yahan per allowe button per click karte Hain To aap unke blog ko subscribe kar lete hain jisse jab bhi usi waqt par koi bhi post publish Hoti Hai To sabse pahle aapko notification mil jaega aur aap unki website per jakar use post ko read kar sakte hain.

Notification bell icon button kyon zaruri hota Hai?

To doston main aapko bata dun ki agar koi aap blogging karte ho yah aapki koi bhi website hai to aap ke liye location BEL like karna bahut jaruri hota Hai jab bhi aap Lok per notification band hoga to aap ki website ko subscribe karenge aur jab bhi aap koi post Apne block per published karenge to unke samne notification a jaega vah aapki post ko read Karne lag jaenge jisse aapke blocker traffic ziada huga.

Onesignal se apne blog per notification bell kaise lagaen ?
To doston aapko smjh agai  ho Gi bell icon  ka button Kitna zuri hota hai hamare blog ke liye. Chaliye ab main aapko batata Hun Ki aapko Apne blog per notification bell kaise lagani hai .
  1. Sabse pahle aapko onesignal ki website per jana hai.
  2. Uske bad aapke samne kuchh Is Tarah ka interface dikhai dega.



To aapko sabse pahle hi Na Purana Hai aapko apna kaun banaa dete Hain aapko kuchh option Diya jaenge Facebook ya Google se aapane signup Karna to kar sakte hain.
   3. Jab aap signup Kar le To aapke samne kuchh Is Tarah ka interface dikhai dega.



ab aapko to click karna hai FIR aap ko apni website ke liye notification bell banana chahte Hain To aapko web push icon ko select karna hai apko web push icon ko slect krna hai .


Jab ap web push p click  kar lenge to aapke samne kuchh Is Tarah ka interface dikhai dega.



yahan per aapko vah platforms like karna hai jis per aap kab loge agar aap kab loge aap log per to aapko blog slect  karna hai.

4. jab aap sab kar loge to aapki website ki detail dalne ke liye bola jaega.yahan per aapko apni website ke sabhi detail ko fil  karna hai Jaise aapko site al Main apni sire  ka name dalna hai site URL Main Apne site URL dalna hai. Different URL ko aapane blank hi rahane dena hai. Choose enable main aapko apni website ka name dalna hai.




  5. Jab aap is sub submit loge to aapko add prompt ka option ayega.




Jaise aap yahan add prompt per click karte ho to aapko yah ek preview  dikhai dega.aapka notification bell icon kaise dikhai dega aap yahan se apne notification bell ka colour size bhi change kar sakte hain.
  6. Ab aapko yah sab setting karne ke bad save per click karna hai hi jaisi aap save per click karte ho to aapko 1 HTML code mil jata Hai.



aapko is HTML code ko aapane blog ke theme ke section ke niche page karna. Aur aap chahe To Apne block ki layout mein jakar addwidget per click Karke a pastekar sakte hain..
kuchh der bad jab aap apne blog ko refresh karenge to aap ke blog per notification ka button dikhai dega.

Doston yah tha aaj ka hamara article aapko jo baat samjhe samajh lag gai hogi agar kuchh bhi aapko koi problem hai kuchh samajh Nahin a rahi to aap mujhe comment box mein poochh sakte hain Khuda Hafiz 😍




No comments:

Post a Comment