How To Install Custom Template Theme In Blog? Blog Main Custom Template Kasy Install Krain Urdu Hindi - My Web

How To Install Custom Template Theme In Blog? Blog Main Custom Template Kasy Install Krain Urdu Hindi

Assalamu alaikum Dosto kaise hain I ho kya sab theek thaak hongedost hamesha Ki Tarah aaj Main ek Naya mein tips tricks lekar aaya hun yah tha ki aapko Puri jankari di jaaye Bloging ke bare mein.
Aaj ka jhumar topic hai ke block mein customise template kaise start karen.


Blogger per template kasy instal krain?
    
    Dosto aj k is artical main mn apko btao ga k blogger mein template kis Tarah install karte HainTu ke doston template aur theme blogger bahut important part hota Hai. Aap to bahut hi Soch samajh Kar download karna hoga download karte waqt kuchh baton Ka khyal karna chahie.
  1.  Template ki designing acchi ho lekin graphic kam ho kyunki kuchh log bahut hi graphic wala temperature install kar lete hain is vajah se unke block ki speed bahut hi kam ho jaati Hai speed kam hone ki vajah se a unke blogger mein koi visit hi nahin karta unke paas internet ki speed slow hai vah to bilkul hi aapke blogger per bilkul visit nai karenge graphic ziada hone ki waja say page load Nahin hoga.
  2. temperate SEO friendly or mobile friendly Hona chahie bahut se log mobile mein bhi internet use karte hain template mobile friend hai ya nahin test karne ke liye yah tool use karenge
Mobile Friendly test krne ka trika.

  • Freshdesignweb.com
  • Gooyaabitemplates.com
Aapane inmein se Kisi bhi website ko open karna hai jo aapko pasand hai vah open Karen jab open ho jaega to niche likha Hoga live perview per click karenge jab template open ho jaega To Uske link copy Karen aur upar jo mane tool ka  link Diya Hai usmein jakar press kar de vah aapko bata dega ki design yah tempered mobile friendly Hai Ki Nahin Jo template mobile ke liye Sahi Hoga use app download kar le ya zip file mein hoti hai use exact Karen.

Blogger Main Template Kasy Krain ?

Blogger.com per jaen aur login ho jaaye theme per click Karen and backup restore per click Karen 1 popup window open hogi usmein choose file ka option hoga template ke XML file choose Karen aur upload kar den kuchh time hai aapka template upload ho jaega

Yah to aaj ka mara topic mujhe umid ke aapko samajh a gai hogi.
I hope ke liye aap ke liye kafi helpful sabit hogi friends meri post share bhi karega agar koi sawal hi Tu dikhe ho sakte hain main aapko uska jawab dunga Allah Hafiz.

No comments:

Post a Comment