assalam walekum doston kaise hain mujhe sab friends theek honge.
Doston bht se logo ne mjh question karte Hain unka Google AdSense Ka Acount blogspot Aprove nai hota uski vajah kya hai kyon hamara adsence ka acount approve Nahin hota..
friend jawab kyon setting kar lete ho Uske bad bhi Google AdSense ka account aapka Nahin hota aur usmein copyright contact ki problem hoti hai .To ham Apne artical hi lkhty hote Hain lekin artical usmein copyright a jaate Hai.
friends ap jb b apna article likhate hain aap apne blog per post karte Hain aap ek dafa Apne content ko check kar liya Karen ki copyright To Nahin Hai bahut se seo tool hamen copyright content ke bare mein batate hain lekin aaj Jo Main aapko bhul ke bare mein bataunga vah aapko hundred percent copyright content bataega ki aapka contnat kis website ke sath match karta hai.
doston main bhi Google AdSense ke liye apply kiya to mujhe copyright content ki vajah se mera Google AdSense ka account disapproved ho Gaya mujhe email Aaya Hai Main unki policy ko violet kia hai isliye Mera Google AdSense ka account approved Nahin hua.doston Main Apne content to is SEO tool main check kiya jiske bare mein aapko bata raha hun meri total kuchh 15 post Hain jinmen se meri do teen post copyright content ka issue a raha tha kya hua tha aur 50% paragraph ka pahla piragirasm tha 50 unique tha.
To doston main donon artical ko delete kar diya Baki Jo Mere artical unse 10% 5% copyright ka issue tha Tumne bataya main lines ko vahan se remove kar diya aur Main Google AdSense ke liye apply kiya to ek din ke andar Google mujhe approval de de aap mere blog p visit kar sakte hain bilkul post kitni aur Google adsence ads b Arhy hain seo tool link ,👇👇
Mere google adsence ki disapproved ki main waja content issue aa jata hai aap isko Jaise Maine bataya Apne article ke content ko check kar lo aur Google AdSense ke liye apply kar do guarantee se kahta hun aapka AdSense account approved ho jaega
Yah tha dosto aaj ka mara article agar aapko kuchh samajhna hai to aap video bhi dekh sakte hain iske alava aap comment box mein bhi poochh sakte hain main aapko jawab dunga
No comments:
Post a Comment