Hello dosto aaj me aapko blog me SEO friendly article/post kaise likhte hai? On Page SEO tutorial in hindi. me aapko 20 Best On Page SEO Checklists Techniques tutorial for Blogger/Wordpress in hindi bataunga. Aap blogger/wordpress user hai aur aapko Nahi pata ki On Page SEO kaise Karte hai? to aap iss post ko last tak read kar sakhte hai.On Page SEO techniques Aapke blog ki traffic increase Kar me kaise help Kar saktha hai vo ham janenge.
Mene bhi blogging ki suruvat me blog ka On Page SEO Nahi sahi se Kiya tha. Jisse mujhe daily ka bhut hi kam traffic Google search engine se milta tha. To Mene On Page SEO Techniques aur Off Page SEO Techniques dono ke bare me Jana aur blog ko SEO optimized Kiya blog ke har posts ko bhi Mene SEO friendly kiya. Jisse search engine se kafi Sara taffice aane laga. On Page SEO Karne se blog ko search engine me sabke samne visible Kar deta hai. Jisse traffic milta hai.
Blog kya hota he? Online google per free blog kaise banaye?
On Page SEO Techniques kya hota hai?
Pehle hame SEO (Search Engine Optimization) ke bare me Jana chahiye. SEO ak tarika hota hai. Search Engine jese Google Yahoo me top pages me aane Ke liye On Page SEO Techniques Ka istemal karna padta hai. Abhi On Page SEO Techniques kya hota hai?. On Page SEO vo SEO hai Jo blog pe blogging ke time pe Karte hai. Jese ki post Likhna, images add karna fir hamre old posts ke links ko add karna ye sab On Page SEO Techniques hai. Per ham zayda focus ke sath nahi Karte hai. To aaj ke post me ham On Page SEO Techniques ko focus ke sath dekhenge aur try karenge blog me apply karne ke liye..
What is SEO (kya hota hai?) Search Engine Optimization
On Page SEO Techniques kyu karna chahiye?
On Page SEO Benefits:
• Search engines ke results me top pages me aane ke liye.
• Search engines ke crawlers post ko search engine me fast index Kar paye yis liye
• On Page SEO Techniques ko blog pe apply Karne se hame jab post index acche se ho Jata hai. To search engine se hame bahut Sara taffice milta hai.
• Blog ki Ranking search engine me sudhaar ya increase ho jati hai.
• Jab jyada traffic milti hai to blog Ka revenue bhi increase hota hai. Google AdSense ya affiliate marketing ke sales bhi hote.
• On Page SEO Techniques se hamre blog Ka free aur natural tarike se promotion milta hai.
20 Best On Page SEO Checklists Techniques tutorial for Blogger/Wordpress in hindi
Blogger ko On Page SEO Techniques kaise Karna hai?
Yaha pe mene blogger ke liye On Page SEO Techniques ke bare me bataya. Blogger ko bas ye tarika ko yaad rakhna jab vo koi Naya post publish Kar na Chahta hai to niche diye points ko dekh ke post ko publish kare.
On Page SEO Checklists for Blogger/Wordpress
1. Keywords Research: Blogger ko pehle Kuch yese keywords ko research karna padega Jo Google me fast index aur usko high traffic mile. Uske liye vo Neil Patel Ka Ubersuggest SEO tool keywords research me use Kar saktha hai. Ya fir Google trend ya Google keywords planner tool bhi use Kar skatha hai. Aapko bas high volume aur low competitive keywords ko search Karna hai aur keywords ko long tail keywords ki tarha blog me use karna hai. Jise traffic Milne me zayda chance badh jata hai.
2. Keywords Placement: Research Gaye keywords ko blog ke post ke title me, meta description,H1 H2 headings me, images ke alt tag me,aur paragraph ke start middle aur end me acche se use Karna hai.
3. Keywords Density: Keywords ko aap jab use Kare to yesa nai ho ki Aapka post Kam aur keywords zayda dikhe. Aapke post ko zayda 800 keywords me likhna hai aur usme aapko keywords ko 3-4 time hi use Karna hai.
4. Keywords Stuffing na Kare: Ye koi tarikha Nahi Hai per yisko bhi Jaan lena jaruri hai. keywords Ka zayda use spam khelta hai jisko keywords stuffing kehte hai. Jitna ho sake post ke length ke according hi keywords ko use Karna hai.
5. Permalink (Url Structure): Hamare Jo post ka URL hai udhar bhi hame research Kare Gaye keywords ko hi add karna hai. Aur ye thoda short url hona chaiye. aur stops words ko avoid kare to zayda better hoga
6. Headings (H1,H2 H3): Research Kare Gaye keywords ko headings me bhi use karna hai. Jese ki H1 H2 H3 aur ye headings ak sequence me Hona chahiye. Search engine me agar koi user Search karta hai aur vo keywords Aapke heading ke thoda bhi match karta ho to vo user ke results me jarur batayega.
7. Highlights Important Keywords: Kuch keywords hote hai Jo jisko helping keywords Kaha Jata hai. Usko aap bold,italic and underlines se highlights kar de aur ye search engine ke liye accha rehta hai.
8. Use LSI (Latent Semantic Indexing) Keywords: Ye types ke keywords hote hai. Jiska meaning same rahta hai. Aur ye do keywords ko relationship me rehta hai. Yese keywords Ka use karne se On Page Seo ko improve, logo me zayda visible aur higher rankings me help karta hai.
9. Internal Linking: On Page SEO Techniques me ye bhi jaruri part hai. Aapke old post ki link ko aap Apne dusre post Jo viral hova ya searching me Aata ho usme aap internal linking Kar de. Isse traffic bhi milega aur Jo post Kisi aur Jo Aapke blog ke bahar ho us topics se URL ko external linking Kar de. Isse aapki ranking me thodi bahut help karega.
10. External Linking: Jo post Kisi aur Jo Aapke blog ke bahar ka ho us topics ka URL ko ek External linking Kar de. Isse aapki ranking me thodi
11. Meta Tags: Meta tag bhi On Page SEO ka hi part hai. aapke blog me isko bhi add karna hai. meta tag rakhne se search engine ko bataya jata hai ki blog ka title kya hai blog kis topic pe hai aur yaha bhi aapko keywords ka use karna hai.
12. Meta Description: Content ke starting ke 150 words me aapko Apne keywords ko place karna hai. Agar aap starting me use kar usko bold karege to ye On Pages SEO ke liye achha rahega. Yisse search engines Google ko samjne me aasani hogi jab koi user Search karega usko results me dene ke liye.
Html Meta tags ko blogger me kaise add Kare? | Meta Tag in SEO guide in Hindi
13. Image Optimization ( Use Keywords In Alt Tag): Search Engine images ko read Nahi Kar skhata so hame Uske alt tag me keywords ko add karna padta hai. Jesse Aapka SEO bhi improve karega. Aur ye pata chalega ki vo images kya kehna chahti hai.
14. Content Length: Blog ke liye ak accha topic aur keywords ko Apne select Kar hi liya hoga. To aap try Kare ke content 800 words aur jayda informative se likhane Ka. Aur usme LSI keywords aur sare On Page SEO Techniques ko jarur add kare.
15. Use Images, Audios And Videos: Blog ke post aap images, audio aur videos bhi add Kare de. Agar Aapke blog me video hai aur user usko Dekh Raha hai. Yiska mtlb ke blog ke post Ka baounce rate Kam aur user read duration bhi badh raha hai. Yehi Google notice karta hai ki ye post me kyu itna time user le Raha hai. Yisse Aapke Post search engine me top me aane ka chance bhi badh jata hai.
16. Use HTML Sitemap: Aapke blog pe koi aisa options banana chaiye jaha pe aap ke posts ke sabhi links ho aur usko badi aasani se navigate Kar paye. User ko aap har posts tak pahuchane ke liye blog me HTML Sitemap ka jarur add kar de.
17. Robots.Txt File: Aapke blog me robots.txt file bhi Bana le aur Uske aapke blog ke root directory me add Kar de. Yisse search engine ke crawler ko post ke crawling me help milega. Usme aapke blog Ka Sitemap Ka URL bhi jarur add Kara rakhe.
What is Robots.txt file in hindi aur SEO me Robots.txt ka importance jane.
18. Responsive Blog Design: Blog yese Hona chaiye ki mobile aur desktop dono user acche se pad paye. Dusra ki Aapka blog fast loading Kar de. yese hona chaiye 4 sec ko ande load hoke user ko bata de to better hai. mobile friendly template ka hi use kare.
19. Ads Kam Lagaye: Ye sabse last on page SEO Ka hai. Ha mujhe pata hamne SEO ko use Kiya hai paise kamane ke liye per aapko ads ko bhi Kam hi lagana hai. Google AdSense me hame 3 ads ak page pe rakhne ko allow Kiya hai. Yesa nahi hona chaiye ki blog pe content kam aur ads zayda Dekhe ye bhi khaash dhyan me rakhna hai.
20. Old Post SEO Optimized Kar Update karna: Hame old post ko SEO Friendly karna padega kuch keywords ko change ya add karna padega. aap time to time update karte rahiye.
So dosto upper diye gaye sare on page seo ko dekh ke aapko post me add karna hai aisa karne se SEO friendly post/article ready ho jayega aur vo google me bhi rank karega jisse aapko us post pe bhut sara tarffice milega
Wordpress me On Page SEO Techniques kaise karna hai 2019?
Blogger me hame on page seo manually karna padta hai. aur blogger ko sare techniques ko yaad kar ya dekh ke apply karna padta hai. wordpress me aisa nahi hota. wordpress me yoast seo plugin download kar use karna padta hai. aap agar wordpress user hai to aap yoast seo plugin download kar le. aur yisme aapko post editor ke niche on page ko improve karne ka option jaise ki edit, add aur kya kya chije on page me change kar ke sudharna hai vo sab yis yoast seo me aata hai.

No comments:
Post a Comment