Free Contact us page kaise banaye aur blog me kaise add kare Urdu Hindi - My Web

Free Contact us page kaise banaye aur blog me kaise add kare Urdu Hindi

Blog me contact us page banana shikhe. Mere kafi Sare Dosto ne apna blog to banaya hai. Aur uspe about us page aur privacy policy ke pages bhi banaye hai. To abhi next contact us page banana Baki hai vo Kaise banate hai vo janege Hindi me.


contact us page kaise banaye aur blog me kaise add kare hindime

Blog me Contact us page kya hota hai?
 • Contact us ak form hota hai blog me
 • Contact us form ko html aur css ke help se banaya jata hai.
 • Contact us form ke free aur paids plugins market me available hai.

 Read this





Digital Marketing kya hai aur kaise sikhe? | free google Fundamentals of digital marketing Certificate kaise paye?
Contact us page Ka blog me kya fayda hai?

Contact us page ka bhut bada role ho hai blog me. Agar koi genuine person ko aapko contact Karna chate hai to Aapke blog me contact us page ko fill up karega Jisse aapko mail me jariye uska msg aayega.
 • Blog me visitors ko agar Kuch personally kaam hi to contact us me jariye aap tak pahuch saktha hai.



 • Contact us page se AdSense ya koi alag ads networks me approval me kaam aata hai mtlb ki unko pata chalta hai ki  ye blog pe user ke support ke liye contact us page banaye hai.
 • Blog ke look accha rehta rehaya hai mtlb ki jab koi visitors Aaye Aapke blog pe to aapa pages se pata chalata hai ki blog Kitna user friendly hai.

contact us page kaise banaye ?

Yese contact us page banana bhut hi easy hai. Aur aap usko HTML, CSS ya Uske widgets ko bhi use Kar skathe hai. Me me yaha pe easy method bataya hai jiisse Aapka time bhi save rahega aur aap better contact us page created Kar sakhte hai. To chalte hai hamare diye Gaye steps pe.

Mene yaha Google forms Ka use Kiya hai. Jo bhut hi easy hai banane me.

Step 1:
Sabse phele  drive google open Kar de vaha Jake new=>more=> Google form pe click kar de.
contact us page kaise banaye aur blog me kaise add kare

Step 2:
Ab yaha pe bank page open Hoga usko hame edit Karna hai. Mtlb ki hame user input ke questions ko ko Karna hai. Jise user ke information and uska kya queries hai vo hame banana padega.
contact us page kaise banaye aur blog me kaise add kare

Untitled form me aap contact us likhe.
Uske niche again untitled me name likhe.
Side me plus ka symbol hoga uspe click Karte hi aap again untitled milega aapko sab fill Karna hai.


contact us page kaise banaye aur blog me kaise add kare



Next me email Likehe aur Uske short answer option select Kar de aapko agar required me rakhma hai to go bhi enable Kar de

contact us page kaise banaye aur blog me kaise add kare


Uske baad pulse icon pe click Kar ke.
Email
Phone number
Message
 Ye sab add Kar de.




To abhi Apne apna Google form pe apna contact us page create Kar liya hai.




Ab aapko use Apne page pe embed HTML Karna hai. Uske liye sabse phele upper Button Hoga. Send click it=> <> yese icon pe click Kar ke vo embed HTML code ko copy Kar le.


Step 3: blog me contact us page kaise add kare?


Abhi aapko blogger per Jana hai aur new page create Karna hai.
contact us page kaise banaye aur blog me kaise add kare




Title me : contact us likhe
Aur HTML editor ko choose Karke vah code paste kar de. aur save kar de.


Congratulations abhi aapko blog me contact us page embed ho Gaya hai.  Us page ko link ki aap Apne blog me link add Kar de.



Final words
So Friends mene yaha good form se contact us page banana shikhaya hai. Agar koi user Kuch input Diya hai to aapka response Apne Jo form banaya hai usme Jake udher se response de sakthe hai. To agar ye post aapko accha laga hoga to share kariyega and Kuch sawal ho to aap comment kariye.

No comments:

Post a Comment