How To Make Web Pages Load Faster Full Info Urdu Hindi ? - My Web

How To Make Web Pages Load Faster Full Info Urdu Hindi ?

Aaj ham baat krain ge How To Make Web Pages Load Faster se related
agar ap How To Make Web Pages Load Faster se interested hain to ye article full read krain
or is main ap ko btaya jay ga ke website ki speed ko increase kase krain ge
How To Make Web Pages Load Faster HIndi




How To Make Web Pages Load Faster Website Speed Test Kaisy Hota Hai?
Google main search krain Page Speed wahan par ap ko buhat sari website mil jain gi wahan se click kar ke apne website ka link paste kar ke page speed test kar lain aasani se ho jay ga

How To Make Web Pages Load Faster?
sab se pehli baat ye hai ke aap ke paas premium and fast hosting ka hona lazmi hai

Agar Ap Ke Paas Hosting Ko Buy Krne Ki Himmat Nahi Hai To Yahan Se Free Main Hosting Buy Kar Lain
Click Here

is ke baad ap ke paas speeder template hona chahiay ho sake to template bhi premium buy krain agar ap buy nahi krana chahtay hain to free ka hi use kar sakte ho laikin speed wala hona chahiay or us main faltu ki coding na ho

ap jo bhi post likho us main jo image use krty ho us image ko ik bar compress lazmi kar lain
Image Ko Compress Kaisy Krain?
agar ap ko nahi pata hai ke image ko compress kaisey krna hai to yahan click krain or ap ke samne ik website open ho gi wahan par apni image ko uploud kar ke compress kar ke apni post main add krain

ap ke website main buhat zyada Ad na lage hon is se ap ka Google Adsense bhi bach jay ga or ap ki website ki speed bhi fast ho jay gi




How To Make Web Pages Load Faster Sab Se Importent Baat
Jitna ho sake website main faltu ki coding na krain kion ke jab website ka page loud hota hai
How To Make Web Pages Load Faster
us waqt website ki coding ko crawl kya ja raha hota hai jitni bhi HTML ya phir Java Script ya phir CSS coding kam ho gi utni hi jaldi website loud ho gi
HTML main Tags buhat kam use krain

How To Make Web Pages Load Faster Page Speed Low Hone Ka Nuksan Kya Hai?
agar ap ki website ki speed buhat hi kam hai to user ap ki website par kisi post par click kar ke aay ga to website ka loud time zyada hone ki wajah se user back ho jay ga or is se do nuksan hote hain

Bounce Back
Bounce Rate Low




How To Make Web Pages Load Faster Bounce Back, Kya Hai?
jab koi user click kar ke usi waqt back ho jata hai to is ko Google samajta hai is ka Bounce Back ho gia hai is website main kachra bhara hua hai website main kuch khas nahi hai
How To Make Web Pages Load Faster
is wajah se ap ki website ko Google kabhi bhi oper nahi aane de ga



How To Make Web Pages Load Faster Bounce Rate Kya Hai?
How To Make Web Pages Load Faster
jab koi user ap ki website main aata hai to Google us ka time note karna start kar deta hai

How To Make Web Pages Load Faster

jitni zyada der user ap ki website par rukay ga utna hi ap ka Bounce Rate badta jay ga
Is ko Google samajta hay is website main kuch khas hai jo har koi aa kar ruk raha hai
is wajah se Google ap ki website ko 1st Nomber par rank kare ga




Last Words






{I Hope You Like This My Article Thank You}

No comments:

Post a Comment