|3 Important Settings For New Bloggers Urdu Hindi||Urdu Hindi|Article By MyWeb| ZEESHAN ARSHAD | - My Web

|3 Important Settings For New Bloggers Urdu Hindi||Urdu Hindi|Article By MyWeb| ZEESHAN ARSHAD |

|3 Important Settings For New Bloggers Urdu Hindi||Urdu Hindi|Article By MyWeb| ZEESHAN ARSHAD |





Assalam walekum doston kaise hain I hope ki aap sab theek thaak honge. Aap sabko pata hai k blogger  ki series chal rahi hai.
ab log To humne banaa liya ab blog  banane ke bad hamen kya karna hai uski basic setting Karni Hai Jo bahut important hai.
New block banane ke bad add blogger ko apni pahle post likhane se pahle sabse pahle 3 important setting kar leni chahie jisse Google mein aapka blog jaldi se rank kar sky .

new blogger blog setting karne se pahle post ko likhkar publish karne lagte Hain Yahi par vah sabse badi galti kar baithe Hain.

har EK new blogger chahta hai ki uski likhi hui post jaldi se Google main rank ke liye aapko Apne block ki ki best 3 important setting karni padegi .

so agar aapane blog create kar liya hai to post ko likhane se pahle blog ki 3 important setting krain ta k  aapki post jaldi se Search engine  Main rank kar sake.

3 Important Settings For New Bloggers

1 Basic Settings 
            sabse pahle Apne blogger.com ke dashboard Mein setting ke option per jaaiye aur basic setting option per click Karen 

Title : jaise ki naam se pata chal raha hai ki title main aapko Apne block ka title naam likhna hai.

Discription: description likhne ka style bhi alag Hota Hai aapka blog kis topic per banaa hai ya bat description box Mein short Mein likhane hoti hai.
Description likhate waqt keywords ka use zror kare .

Privacy : isay ap same hi rhne dain.

Blog Adress :  yah aapke blog ka URL Hota Hai ise aise hi rahane de agar aapane custom domain purchase Kiya hua hai to edit Mein jakar change kar sakte hain.

HTTPS :  ye apk blog ki security k lie hota hai . Jisse ham SSL (secure socket layer) bhi likhate hain. Agar aapke sath mein main No per click hain to use yes kr dain .

BLOG Authors : is mn apka nam show hoga kyunki yah blog Apne banaya hai agar aap Kisi other person ko admin banana chahte Hain to add author per click Karke banaa sakte hain.

Blog Reader : IES public per hi rahane de private karne per aapka hi loss hoga aapki post kisi ko bhi nahin show hogi unko hi show hogi jinhen aapane khud select Karke rakha hua ho.

2 Language And Sharing

Language : English United States rhne dain .

Enable Transliteration : agar aap chahte Hain ki aapke blog ko koi bhi translate kar sake Kisi bhi language mein tu yahan se aap language select kar sakte hain.

Time Zone : yahan aapane Pakistan ka standard time zone select karna hai agar aap India se to India se karega aap Kisi bhi country se to aap uska select kar sakte hain.

Time-stamp Format: Apne blog Mein timing ko kis format mein dekhna chahte Hain vahan select Karen.

Comment Timestamp Format :

comment section mein kisi format mein time Ka show karna hai vah select kar de.

3 Search preference (Most Important)

Meta Tags :
                     Blog ke liye meta tags most important part hota hai ismein 150 words ke andar Apne blog ke bare mein chhota sa discription likhna hai aur aur ise keyword ka use karna hai.

Custom page not found: Ager aapke blog se koi post delete ho gai hai aur aap chahte Hain ki delete hui post ko koi open karen to 404 error Aaye To aap 404 error Ashoka ko dhyaan de sakte hain.

Custom redirect: kbhi kbhi ham Apne block ke post ka yuvraj change kar dete Hain jisse hamari post ka SEO kharab ho jata hai na ho isliye customer direct option ka use Kiya jata hai hi ise aise hi blank chhod den.

Google search Console: 
       Block ko banaa lene ke bad most important part hota hai ki aap apne blog ko search console. Add karna taki aap ka blog Google mein show ho sky .
Yahi aap ko Google search console main block add karna Nahin aata to Tu who is post ko read krain or assani say kr skty hn 

Custom rebots.txt : new blogger  rebots.txt ke bare mein jyada knowledge Nahin Hoti jab ke yah important part hota hai but agar aap new Hai To Main ruk mint karunga ki aap ise disable hi rahane den enable na Karen aap aapko iski acchi si jankari ho jaaye to use krna .

Custom rebots header tags. Is mn aapko yah batana hota hai ki aap Google se kya add karna chahte hain aur kya shauk karna chahte hain abhi ise disable hi rahane de jab aapko iski knowledge ho jaaye to tab vaise use kar sakte hain.
Iske bare mein jab Main aapko detail se post karunga to aapko bata dunga.
new blogger blog setting kar lene ke bad ab se button per click kar den aap ka blog ab ready ho gaya hai use published karne ke liye.
Kuchh additional. Niche bata raha hun jo aap k blog k lie important hai .

Blogger blog ke liye best Theme

Blog ko acche se design karne ke liye aapke pass SEO responsive theme Hona chahie mobile friendly unke Saath Saath Dene Ka fast Hona bhi bahut important hai.

blogger Mein joda party Hoti Hai itne responsive user-friendly Nahin Hoti isliye aapko Apne blog ke liye best theme change karna bahut zaruri hai.

Hamari post se A blog ke liye best theme download kar sakte hain.

Sitemap Search console Mein Add karna.

Google Ko jab tak yah Nahin pata chalega ki aap ke blog ya website ke andar Kya Hai kaun si post hai kis bare mein tab tak aap ki post kaise sab ke pass pahunchegi.

Isliye Google ke pass aapke blog ki post list submit karna jaruri hota hai jise setmap kahan jata Hai jab tak aap Google mein set map add Nahin karenge Google aapki post ko kabhi bhi rank nahin kar payega

Final Word : 

blogger Mein apni pahli post ko propose karne se pahle yah important setting last Mein Kar le Uske bad hi post ko public Karen vaise to aur bhi setting hai lekin use bad Mein hi kiya ja sakte hain abhi ke liye blog Mein jitni cotton setting karni thi use main acche se samjhane ki koshish ki hai  aapko acche se samajh mein a Gaya hoga
Note: Ek bat ka lazmi dhyan rkhain  google mn apni post ko search list lane k lie ek acha contents  likhain aap chahe jitni acchi setting kar le but jab tak aap achcha content Nahin likhoge tab tak aapko acche result Nahin milenge.
iske sath ham milte Hain agali post Mein I hope ke aapko new blogger blog per post likhane se pahle imported setting kaise karte hain pasand hai yogi agar aap ki pareshani hai to comment box Mein poochh sakte hain..

No comments:

Post a Comment