Heart Attack Ka Best Ilaj in Hindi Urdu | Best Treatment Of Heart Attack By Tibb e Nabavi - My Web

Heart Attack Ka Best Ilaj in Hindi Urdu | Best Treatment Of Heart Attack By Tibb e Nabavi

Hi my all dears aaj ke iss time mein heart attack ki problems sabse ziyadah pai jane wali bimari aam hai har shakhs iss ka name lene se hi darta hai magar kya iska ilaj posibel hai iska jawab janne ke liye hamri yeh bahut hi special aur important post ko be carrfully hokar padhen insha allah aapko iska bahut hi asan aur kafi sasta ilaj batane ki koshish karunga jisse na sirf aapki bimari door hogi balki aapko mehnge doctory ilaj se bhi chhutkara milega aur 100% heart attack jaisi mohlik (halaak w barbad) bimari se shifa bhi miljayegi




Heart Attack Kya Hai | Dil Ka Daura Kaise Pehchane In Hindi Urdu 


√ Dam ghutne wala sakht treen dard jo left side me chhati mein dard hona hi iski 1 khaas aur badi alaamat hai starting mein only mehsoos hota hai fir ahista ahista 1 dam se dono bazuon or gardan or jhabdun tak phail jata hai fir ulti hona pasina aana sardi lagna etc. Bhi ho sakta hai aur sans lene mein kafi mushkil hona
√ Jab kisi ko heart attack ki shikayat hoti hai to mot ka khof jari hojata hai saans le ya na le leten ya khada rahen ya bethe rahen but takleef ab bhi jari hi rehti hai koi farq nahi padta jo ki heart attac ki alamat hai
√ Kabhi kabhi bina kisi problems ke hi heart attack hojata hai lekin hum apni beasy life mein uss par ziyadah ghor o fikar nahi karte balki 1 badi ka dard samajhkar yun hi nazar andaaz kar dete hain but jab koi doctory report aati hai check up ke baad pata chalta hai ki hamein attack ka daura huaa tha jisko doctory' language mein silent heart attack kaha jata hai'
√ saansun ka phoolna bhi heart attack hone ka ishara de sakta hai jaruri nahi ki dard ho tab hi ho or iska pata aise lagaya ja sakta hai ki zara sa wajan uthane mein ya unchai ki taraf jane mein ya mehnat ka kaam karne se saansen bahut ziyadah phoolne lagti hai aur be chaini si hoti hai paseena had se ziyadah hojata hai
√ Kabhi sote huwe khansi or saans ki wajah se mareez ki aankh khuljati hai jissme sans phool sakti hai jo heart attack nahi Damah Asthama_ki alaamat hai jissmein dil ki kaar kardgi puri tarah se kaam na karne ki wajah hoti hai kyun ki dil ko jtne khoon ki jarurat hoti hai woh saplai nahi hoti or fenphdun mein khoon ke jam jaane se dil ki capicity loding nahi kar pati aur saans phoolne lagti hai jo dama ya ashthama keh sakte hain




Heart Attack Ka Ilaj Tibb e Nabavi S.A.W. se Kaise Kare


Hazrat e saad bin abi waqqas r.a. farmate hain ki 1 baar mein bimaar huaa to sarkar e do jahan s.a.w. mujhe dekhne ke liye tashrif laye or apna mubarak haath mere sine par rakha jiski thandak mere pure badan mein fail gai fir aap s.a.w. ne farmaya ki isko dil ka daura pada hai so isko haris bin khalida ke paas le jao kyun ki wah 1 behtreen mahir hakrrm hai or uss hakeem ko chahiye ki woh madina sharif ki 7 AJWA عجواہ khujur ki guthliyan koot peeskar isko khilade insha allah iska heart attack_ dil ka daura theek hojayega  (abu daud3875)
Hai na kamal ka ilaj to dostun yeh ajwa khujoor madina shrif mein orignel milti hai waise sab jagah mil sakti hai but hona ajwa hi chahiye iska colors black hota hai jise khane mein shifa hai



Benefits Of Ajwa Deats | Ajwaah Khajoor Ke Fawaid In Hindi Urdu
Rasool e akram s.a.w. ne apne haathun se ajwaa khujoor ke darakht lagaye the aur aapne farmaya yeh jannat ka phal_ fruit hai jo dunya mein bhi allah ne humko ata kiya hai isko jo bhi bimar khale to allah apne fazal o karam se shifa ataa karta hai or jiski ghuthli mein bhi shifa hai sub_haan allah kya qimti hai ajwaa khajoor

Heart Attack Ka Desi Ilaj Gharelu Ilaj Kaise Kare In Hindi Urdu


Lehsun _ 1 qudrati sabzi hai jo khoon ko patla karti hai jisko daily aap apni sabziyun mein use kare to 85% aapko heart attack nahi ho sakta so daily use kare lehsun aur Adrak yeh 2 cheej agar aap bila nagah use karte rahenge to aapke BP blood Pressure ko control karega jab khoon sahi hoga to dil bhi sahi rahega heart attack khoon ka sahi tarah se saplai na karne ki bina par hota hai so careful rahen apne mahir specialist doctors ki help jaruri hai jab kabhi aisa ho to nazdiki doctors se contact karne behtar hai

Ummed hai ki aapko yeh hamari (about heart attack) post pasand ayi hogi if you like this post plz share your all social media and save pepole life

No comments:

Post a Comment