Piliya (Yarqan) Kya hai What is Most Fact Of Jaundice & Hepatitis C & Treatment
Piliya ka ilaj yarqak ka ilaj all type piliya
Piliya Ka Successefull Ilaj 100%
Piliya 1 Aisi bimari hai jo kisi bhi insan ko Ho sakti hai jiski asan pehchan aise kar sakte hain ki Piliya ke mariz ko bhook na lagna sharir mein pila pan hona aankgen zard pili hojana or body mein bahut had tak kamzori mehsoos hona hota hai iska khaas important fact lakshan or wjah khane ka sahi tarah se hazam na hona hota hai jiski bina par insan ke sharir mein din badin kamzori badhti jati hai aur sharir ka rang bhi badalkar yellow zard banne lagta hai isi ko hum aam zabaan mein piliya yarqan jaundice kehte hain
Jab bhi yeh nishaniya kisi mein pai jaye to isko halke mein na len aur jitna jaldi ho sake iska upchar ilaj karna chahiye kyun ki yeh (piliya_يرقان_jaundice_ Jaan leva ho sakta hai
All type Jaundice (Hepatitis) Piliya Ka Ilaj in Quraan Yarqan In Quraan
Pilya in quraan jaundice in quraan hepatitis ka ilaj
Piliya Ki Duaa Wazifa Aur Ruhani Ilaj
Quraan e paak ki yeh upar di hui 2 aayaten
No. 1_ sabbaha lillah hi mafis samawaati wamafil ard wa huwal azizul hakeem
101 martaba pani par padhkar subah sham piladen
No. 2_ Iyyaka Na'abudo wa iyyaka nastaeen
Iss ayat ko 162 bar padhkar piliya or kala yarqan (hepatitis) ke rogi ko pani par dam karke kasrat se pilate rahen insha allah mariz ko sukoon mil jayega
●Nazla Ka Desi Ilaj Kaise Kare Ab Nazla Ki Chhutti Kare Hamesha Ke Liye
Har Tarah Ka Piliya Kala Yarqan Ka Shafi Ilaj Quraan Se
Bhune Huwe Chane par Suratul Falaq W Naas - 7-7 baar awwal aakhir 3 bar durood shrif ke padhkar dam karen aur piliya yarqan ke mariz ko thoda thoda karke khilaen insha allah kuchh hi din mein aaram aajayega
Piliya Yarqan Ka Gharelu Upchar Kaise Karen jaundice In Home Trratment
Moli se piliya ka ilaj gajar se piliya ka ilaj
Moli & gajar se Piliya Ka Ilaj
(1) moli ke sabz_green_ patte lekar uska ark juice nikal len 100_150 gram issme misri ya badi shakkar milalen jo kafi had tak mitha hojaye ab isko bareek mal mal ke kapdh chhan karen aur yeh hogai aapke yarqan piliye ki dawa tayyar ab jo jaundice ke rogi ko istemal kraden pite hi rogi ko itna sukoon milega jo kehne par majboor hoga wah kya dawa hai mujhe aram mil gaya iska 1 aur faida yeh bhi hoga ki isse bhook khoob lagegi or ho sakta hai zulab (dast) bhi lage lekin chinta ki koi baat nahi yeh aapki sehat ke liye achha hai aapka rog (pain) har din ghat ta chala jayega aur iss tarah 7 din mein Hepatitis Piliya ka rog Ba fazle khuda bilkul khatam Ho jayega Insha allgs
2_ zard pili wali gajar ka 100 gm. Juice nikalen ismein 1 chota chamch misri milakar yeh sharbat subah sham piya jaye to bhi insha allah piliya ka rog door hojaega chand din mein gajar 2 parkar ki hoti hai 1 Read 2 yellow type 2 ko istemal karna hai
(2) Ganne ko raat mein shbnam mein rakhen aur subah isko khalen shabnam kehte hain jo barish to nahi but same aisa lagta hai jaise halki batish hui ho raat ki thandak ki wajah se kuchh gilapan mehsoo hota hai jo qudrati Ilaj hai insha allah iss ko bhi use karlen kafi logun ne aazmaya hai isko or iska faida bhi mila
(3) piliya ke rogi ke liye Yeh qudrati dawa ghar par hi tayar karen (Kutak Chirayta)
(sukhi hui gaas ke misal) jo asani se kisi pansari ki dukan se mil sakti hai 100_100_ gram len
Trika e istemal:- 30_30gram dono len aur 200 gram pani mein chuleh ya gass par achhi tarah pakalen jab pani sirf 1 goont taqriban 30 gram reh jaye to usko aankhen band karke pilen Day ya night kabhi bhi le sakte hain lekin yeh kadah (dawa) pikar 2 hr. Tak pankha AC use na kare
kambal lihaaf etc. Odhkar sojana hai i mein pasina ana jaruri hai iska zaika zehar se kam nahi magar yaqeen karen ki aisi sirf 3 khurak pilen isse na sirf piliya hepatitis ka khatma hoga balki kaisi hi purani se purani balgam jami ho insha allah nikal jayegi in my case jaundice piliya aur kala pila yarqan ka isse sasta sundar aur kamyab nuskha shayad hi aapko mile yeh mujhe kisi mahan aadmi ne bataya or mujhe 200% iska benefits kamyabi mili if you trust me please try its be caerfully and get 100% benegits
No comments:
Post a Comment