Blog Per Social Media Share Button Kasy Add Kare Urdu Hindi - My Web

Blog Per Social Media Share Button Kasy Add Kare Urdu Hindi

Assalam walekum doston kaise hain i hope sab theek thak honge welcome karta hun main aapko Apne blog pr guys aapko pata hai na kya main blog se related article post karta hun aur jitne bhi new blogger Hain unki help ke liye Main banata hun aapko bhi mere artical se koi fayda hua Hai to aap mere blogger ko subscribe Karen aur Bell icon ke button per zrur Karen ise hamari har aane wali post ka notification mil sakega.

Bloggr Per Social media Share Button Kasy Add kare.
aaj ki post per main aapko Sikh aaunga ki kis Tarah se aap apne blogger blogs per social media share button add kar sakte ho .
jyothika main aapko bataunga yah bahut hi aasan tarika hai without any coding aap apne blogger blog par social share button add kar sakte ho.
bahut Sare naye blogger Apne blocks per share button add karna chahte hain aur apne block ko behtar banana chahte Hain Kyunki jab readers aapki blog post ko social network per share karta hai to ise aapke blog ki visibility badhati ho search engine mein zyada rank karte Hain.
aur nai blogger ko coding ke bare mein pata nahin hota hai aap coding se blogger blogger per social share button add karoge To isase aapke block ki speed per padega Kyunki use coding mein bahut Sare JavaScript honge.
Isliye aaj main aapko bahut hi aasan tarika batane wala hun aap mein se bahut Sare blogger's ko pata Hoga ke popular social sharing add this website ke bare mein site ki madad se aap apne blog per aasan se social media share button add kar sakte ho.
Blogs per social share button use krne k Benefits.
sabse pahle aapko pata Hona chahie ki blog per social share button add karna kyon zaruri hai aur uske fayde ke Hain.
  1. Traffic: ager ap Bloging main success Hona chahte ho to aapke block Patra Ko Na bahut zaroori Hai jab aap apne dost ke liye acche content likhate ho to aapke blog ke andar aapki post ko jarur share karenge isliye social share pattern blog per add karna zaruri hai.
  2. Seo:jb aapke block traffic badhta Hai To ko kela ke block karta hai jitni jyada traffic aaegi aapka block pata nahi search engine Mein rang karega to yah bahut zaruri hai aapko social side se bhi traffic mile.
Blogger per Social Media Share Button Kasy Add Kare.
Note: Template ko Edit Knre Say Phly Backup Zoror Bna Lain .
Nichy die Gaye Steps ko Follow Kare .

  1. pahle blogger.com per jaenge aur is blog per social media share pattern add karne honge use select Karen
  2. Phir>>Theme>>Edit Html 
  3. HTML Coding Main Search Kare is Uper Nichy dia gia Code Paste Kare 

4: Template ko save karle 

Note: ye button aapke blog ke Footee  Mein show honge sticky share button ka code tha  Jo k mobile Versoin Mein footer per honge aur desktop version side bar main show hu gy .
Agar aapko social share button customise karna chahte ho to share This Site p jain .

Social Share Button Ko Hr Post k Nichy Kase Add Kare .

1:  Blogger.com p jain or us blog ko select kare jis pr apko social Share Button add krne hugy .
2: phir>>Theme>>Edit Html 
Image

3: Html Code ko Search kare ye code aapko teen dafa milega aapko last wale ke bad niche Diya Gaya code pest karna hai agar work nahin kiya to aapko  hr ek  k bad bar bar add krk check krna hai .
Code 
4: Template ko save krle 

agar aap blogging Mein success Hona chahte ho to social share button Apne blog per zarur add Karen agar aapko koi chote se code per add karte karte koi bhi problem ho to comment zarur Karen.

Request please 🙏

Agar aapko artical achcha laga hoga to ise jarur share Karen aap ko share karne se Baki logon Ko bhi madad mil sakte hain.


No comments:

Post a Comment