Blog Main Article Publish Krne K bad Kase Promote Kare Urdu Hindi - My Web

Blog Main Article Publish Krne K bad Kase Promote Kare Urdu Hindi

Hello guys welcome aapke Apne blog per aur kaise hain aap mujhe ummid Hai sab dost theek honge jaisa ki aapko pata hai ki main blocking se related article published kar raha hun ki jo new blogger Hain vah article to likh lete hain lekin unko pata hi nahin hota unko pramod kaise karna hai use per transfer kaise Lani hai to doston aaj main aapko bataunga kya aap artical likhe kaise isko promote karenge.



Blog Main Article Publish Krne K bad Kase Promote Kare?

Ager aap apne khatra se banana chahte ho usko pramote karna chahte ho acha content likhane se Kam Nahin hoga.traffic badhane ke liye aapko aapane login ki post ko publishing karne ke bad share karna hoga.
Agar aapko pata hi nahin hai ki aap kahan aur kaise Apne contact ko share karo ge to aap Sahi jagah per a gaye ho Main aapko bataunga Kik kaise ham apni post ko promote kar sakte hain per traffic kaise la sakte hain.aaj ki post Mein Main aapko bataunga ki aap kahan kaise Apne blog post ko promote kar sakte ho.

Agar aap baith ke intezar karenge to aap ki nai post per Automatic traffic aaega.to yah aapki bahut hi galat fahmy hai aap bilkul galat soch rahe hain. Aapko apni nai post ke bare mein logon Ko batana hoga.
To chaliye main aapko pura detail se bataunga ki Kahan kahan aapane Apne blog post ko promote kr skty ho.

  1. Facebook: Ager Hum Facebook ki Bat krain to to aapko yahan se 25% referral traffic mil sakti haij ab aap content Tiyar karte ho to aap usko. Ko Facebook per share Karke Apne blog  ka Traffic bhra sakte ho. agar Facebook per  Double traffic bhrana uske liye kuch tarike Hain.
  2. Facebook Group: Ap ne apne blog ke user ke liye ek Facebook ka group create Karen aapke Facebook group mein jo user hoga aap uski madad kis liye acche se tips share Karen. Jab aap group Mein Apne blog ki post share karoge To aap blog ka traffic badhega.
Facebook per bahut Sare aise group mein jis main user ki tadad millions mein hai.ab vahan per acche se artical post Karke Apne user ki help kar sakte hain aapke blog traffic bahut badega. For example agar aap ka group hai blogging se related to usko aap blogging related koi bhi group search karke join kar sakte hain. To join hone ke bad vahan per Apne ling ko share Karen jisse aapko bahut traffic mil sakti hai.

3:Google Plus: ye dosra bada social networking site yahan se aapke block ko traffic mil sakta hy Google plus per takriban 80% se 90% user online marketer aur blogger hn.

4: Twitter: ye b Facebook ke bad sabse bada social networking site haiyahan se aapke blocker traffic Mein sakta hai per yad rakhe profile acchi honi chahie aur apne profile mein achcha sa bio likhen aur apne blog ke bare mein #taf use Karen.

5: Pinterest: Ager apk blogger per quality images to Pinterest aapke liye achcha work karega Apne Ko Pinterest per promote Karen aur proper hashtags ka use Karen.

6:Quora: ye Questions aur answer ka network hai yahan per agar aap apna talent show karoge To aapko yahan se achcha traffic mil sakega bahut Sare market bloggers vahan per kuchh sawal puchte Hain agar aap unke sahi jawab doge to Chand hi aapko vahan se traffic milega.

•Quora Kase use Krain
Ager ap search bar ka use Karke Apna keywords related question type Karen.
• jab abhi aap Kisi question ka answer doge to pahle kuchh paragraph likhen Apne blog k Article Ka link Dal den.
•  Question aisa answer dekhe Jo sar majbur ho jaaye aur aapke blog article read Kare.

7: Email Newsletter: Apki email newsletter ek aisi jagah Hai jahan aap bolo royal riders rahte hain agar koi bhi user aapke blog per newsletter karta hai iska matlab hai usko aapka blog achcha laga vah aapke har article ko red karna chahta hai jab bhi aapane article Apne blog per update karoge usi waqt aapke subscriber ko send ho gi.

Aur bahut Sare tarike Hain blog post ko promote karne ke liye yah sabse aasan tarika hai.
Apne blog post ko public karne ke bad share karne ki aadat bnain .
to doston yah To kuchh tips jisse aap apne blog ki post ko promote kar sakte ho bahut aasani se se aapke traffic badegi jitni zyada traffic hogi utani ziada Earning hogi.
doston agar is artical se related koi bhi hota To aap mujhe comment Mein poochh sakte hain main aapko uska jawab dunga.

Request 🙏 
Agar aapko yah artical achcha laga to ise jarur share Karen isase aapke Share se Baki logon Ko bhi madad mil sakti hai.

No comments:

Post a Comment