Hello bloggers aaj me aapko code box ke bare me batavuga Hindi me. Code box kya hota hai? Code box ko blogger Apne blog me kaise set Kar sakta hai? Code box ko rakhne se blogger ko kya fayda hota hai? Code box ko blog ko Kaise fayda kara saktha hai? Ye sab sari chije ko me aapko Hindi me help karuga. Mera yehi padav hai ki me Apne blog pe logo ko hindi me help karu. Aur logo ko fayda ho.
me aapko code box ke bare me batavuga Hindi me. Code box kya hota hai? Code box ko blogger Apne blog me kaise set Kar sakta hai? Code box ko rakhne se blogger ko kya fayda hota hai? Code box ko blog ko Kaise fayda kara skatha hai? Ye sab sari chije ko me aapko Hindi me help karuga. Mera yehi padav hai ki me Apne blog pe logo ko hindi me help karu. Aur logo ko fayda ho.
Code box kya hota hai? |
Mene ya apne kafi sare blog me code box dekha hoga ya fir aapne koi widget code ya other useful code ko dusre ke blog se copy kiya hoga. jis me aapne code dekha hoga ussi ko code box khahege.
Code box ak simple empty box hota hai. Code box simple code ya CSS code ki madad se banaya jata hai. jisme blogger HTML, CSS, JavaScript ya other Web ke code ko rakhna hota hai. Jisse uske visitors ko pata chalta hai ki ye Code box hai aur isme vo Web ke code rakhe Gaye hai.
Aapke pass bhi agar koi widget code ya other useful code ko logo ko dekhna chahte hai ya fir aap Html, Css aur Javascript jaise web programming pe blog banana us blog ke post me code box rakhna chahte hai to aap yis post me vo sari information milegi.
Read this
Digital Marketing kya hai aur kaise sikhe? | free google Fundamentals of digital marketing Certificate kaise paye?
Blog me Code box rakhne Ka kya fayda hota hai?
Agar aap code simple text hi rakhte hai to vo blog post me layout ko kharab karta hai. Post ko attractive Nahi banata jaise aapke visitor Aapke post ko padte Nahi Hai. To code box rakhne se post me ek alag hi section ban jata hai. Jaha pe code hone se visitor ko bhi Pasand aata hai. Code rakhne se
• Blog post ka layout ko kharab Nahi karta hai.
• Code box hone se visitor ko samaj aayega ki ye web code hai.
• Post me code box hone se jisko bhi code chahiye vo easily vaha se copy Kar saktha hai.
• Widget ke code blogger vaha pe rakh saktha hai.
Blog ke post me code box ko Kaise lagaye?
Yaha pe mene two code box ke bare me bataya hai. Aapko Jo pasand Aaye vo aap laga sakte hai. Mere niche diye Gaye steps ko follow kar ke code box add kar le.
1. Simple Html Code Box.
Ye bahut hi simple HTML code box hai. Yis box me aap koi bhi codes ko Rakh saktha hai. Ye code HTML me form aur textarea tag Ka use Kiya gaya hai. Textarea tag Aapka input code Hoga usko vo hold Kare rakhega aur vo box ke Inside show karega. Yis code ko lagane me liye aap niche diye Gaye steps ko follow Kare.
<form><textarea rows="5" cols="40" onClick=select()
readonly>Paste Your Code</textarea></form>
Step 1. Blogger.com login hoke dashboard open kare.
Step 2: Ab yaha pe aapko jis post ya new post me code rakhne hai vo open Kar le.
Step 3: Post editor me aap HTML ko edit ko select kare. Aur upper diye code ko paste Kar de jaha pe aap rakhna chahte hai.
Code box kya hota hai Blogger me code box kaise add Kare
Note: Paste Your Code ki jagah apna code rakhna hai.
2. Stylish Code Box
Ye Stylish code box css ki madad se bana hai. yaha pe chahe to color bhi change kar saktha hai aap yiske liye online css ko bhi check kar saktha hai.yisko aap bhut hi aasan se rakh saktha hai.
/* css Code Box of www.hindidroidblog.com */ .code { background:#f5f8fa; background-repeat:no-repeat; border: solid #5C7B90; border-width: 1px 1px 1px 20px; color: #000000; font: 13px 'Courier New', Courier, monospace; line-height: 16px; margin: 10px 0 10px 10px; max-height: 200px; min-height: 16px; overflow: auto; padding: 28px 10px 10px; width: 90%; } .code:hover { background-repeat: no-repeat; }
Step 1: Stylish code box post me implement karne ke liye sabse pehle aap theme ka backup le aur blogger.com jaye'
Code box kya hota hai Blogger me code box kaise add Kare
Aur Theme aur Edit Html pe click kare.
Step 2: Html editor open hone ke baad aap ctrl+F ko press kar ke ]]></b:skin> yis code ko find kare.
Step 3: Aapne agar ]]></b:skin> yis code ko find kiya hai to uske upper stylish code ko paste kar de
Code box kya hota hai Blogger me code box kaise add Kare
aur theme ko save kar de.
Step 4: Ab hame post me code ko add karne ke liye niche diye gaye post ko html ko choose kar ke add kare.
Code box kya hota hai Blogger me code box kaise add Kare
<div class="code">
paste code here
</div>
Note: paste code here me aapka jo widget ya koi web programming ka code hoga vo post me rakh ke add kar de.
to iss tarha se aap blog me code box ko rakh sakte hai.
No comments:
Post a Comment