Hijama Se Ilaj | The Best Cupping Therapy In Hindi Urdu Pachhna Lagana || Tips By MyWeb|| Zeeshan || - My Web

Hijama Se Ilaj | The Best Cupping Therapy In Hindi Urdu Pachhna Lagana || Tips By MyWeb|| Zeeshan ||

Hijama Se Ilaj | The Best Cupping Therapy In Hindi Urdu Pachhna Lagana || Tips By MyWeb|| Zeeshan ||





What Is Hijama ? what's benefits Of Cupping Therapy? hijama_ How do its ? Hi my All dears aaj ki post hai hijama ke bare mein ki yeh kya hai iska tarika kya hai kab aur kaise kare ets. In sab ka 1 hi jawab hai _ It is also the Sunnah of the mohammed s.a.w. and the treatment of Hijama Agar aap sehat mand hain to bhi life mein 1 baar jarur karen insha allah aapke paas koi bimari nahi ayegi some details of hijama be carefully Read its then treatment oky

√ Jadu Ka Asaan Tod Kaise Kare Black Maggic Treatment
√ Dimag Ko Tezz Karne Ka Desi Nuskha Sharp Kaise Bane

Hazrat abdul rehman bin abi laila radiallajho anho se riwayat hai ki jab sarkar e do jahan s.a.w. par jaadu kiya gaya to aap s.a.w. ne apne sar par hajama lagwaya

Kuchh be ilm kehte hain ki jaadu aur hijama ka kya taaluq bahut se sawal kiye magar aise log dunya ke behtreen hakeem Buqrat! Ibne sinaa ke halaat ko padhen tab jaan sakte hain ki in hakimun ne kaise kaise marizun ko only hajama se ilaj kiy hai so hajama se har cheej ka ilaj treatment kijiye ki yeh sunnat bhi hai aur ilaj bhi woh bhi behtreen ilaj

kuchh logon ne iss par aitraz kiye hain ki kahan hajama aur kahan jadu magar yeh posibbul hai kyun ki hajama se uss zaat ne jaadu ka ilaj kiya hai jiss mein zarrah barabar bhi koi gunjaish nahi kiya ja sakta

mardun ki tarah auratun ka hajama bhi karna karwana jaij hai agar jarurat pade to mard gair mehrim aurat ko hajama laga sakta hai isi tarah aurat na mehrim, mard ko bhi

hazrat e jabir R.a. se riwayat hai ki hazrat e umme salma R.A. anhu ne rasul e akram s.a.w. se hajama lagwane ki ijazat chahi to aap s.a.w. ne Abu taiba r.a. ko farmaya ki woh hazrat e umme salma ko hajama lagae jabki abu taiba kehte hai ki woh umme salma ke razai bhai hain ya woh na balig hain,

Hajama Kin Tarikhun Mein Lagwana Chahiye?


Qamri i mean Chand ki 17,9,21, ko hajama lagana behtar hai
becouse ki hazrat eAbdullah farmate hain ki sarkar a.salam ne farmaya hai ki behtreen din jiss mein tum, hajama lagwate ho woh 17,19,21, hai

Roze Ki Halat Mein Hajama Lagwana Kaisa Hai ?


hazrat e abdullah bin abbas r.a. farmate hain ki rasul eakram s.a.w. ne hajama lagwaya jabki aap s.a.w. Roze ki halat mein they,

Hajama Lagwane Par Ujrat ( fees) Lena Kaisa Hai ?


hajama lagane ke badle mein ujrat ya fees lena jaiz hai jaisa ki aap s.a.w. ke amal se zahir hai ki aap ne khud hajama lagwaya aur uski ujrat bhi di

Iske fawaid itne hain ki jisko shumar karna mushkil hai fir bhi kuchh most and importent benefits of cupping thrrapy likh raha hun jo shayad aapke kaam aajaye

1- khoon saaf karna hai aur haraam (medulla) ko faal banata hai
2- jisam ki tamam shiryanun par achha asar hota hai
3- pathhon ke akdao ko khatam karne ke liye mufeed hai
4- Damah aur burn chest ke amraz aur anjaina ke liye mufeed hai
5- Sar dard ya sir dard aur chehre ke phode funsiyun or dard e shaqiqah, aur daantun ke dard mein aaram deta hai
6- Aankhon ki bimariyun aur ( conjunctivitis) mein bhi bahut nufeed hai
7- Reham- auratun ki sharamgah ki bimariyan aur mahwari ke band hone ki takaleef ko door karke tarteeb se lane mein bhi be had madad gaar hai
8- Ghathiya aur arq un nisa-Langdi- ke dard mein mufeed hoti hai
9- Fishaar e khoon mein aaram pahunchata hai
10- Kandhun, sinah, or peeth ke dard mein bhi be had madad gaar sabit hota hai
11- Kahili, susti, aur ziyadah neend ane ki bimariyun se mukammal chhutkara milta hai
12- dil ke gilaf warm, gard mein bhi mufeed hota hai
13- Zehar khurani ya zehrile jaanwer - khaye huwe- ke liye bhi behtreen ilaj hota hai
14- mawad bhare zakhmun ke liye kisi surprize se kam nahi
15- Alergy' ya khujli ya charam roog mein bhi bahut faide mand hai
16- Jisam ke kisi bhi hisse mein dard ho to hajama lagao foran dard door hoga
17- sehat mand, aur tandrust aadmi bhi laga sakta hai kyun ki yeh 1 sunnat hai aur har sunnat mein hikmat hai or aane wali ya lagne wali bimariyun ko rokne ka behtreen hathyaar bhi
hi my all dears reader i hope ki aapko aajki post ( hajama kya hai,) hajama kaise kare, Hajama karne ke benefits,hajama kab kare, benefits of hajam, achhi lagi hogi If you like this post please all social media and your all friends neki karna aur neki ki baat pahunchana sadqah hai aur sadqe mein Mot ke siwa har cheej ka shafi ilaj hai
Agar koi bhi baat samajhne mein problems hai hijama' cupping therapy ke bare mein to niche comment box mein humse puchhlen insha allah aapki help karke hamein khushi hogi

No comments:

Post a Comment