|| Khansi Ke Liye Aazmudah Desi Nuskha? How To Controle Cough || Tips By MyWeb || Zeeshan ||
Kaakda sanghi_ 1 masha 12-gram
Shakartifall_ 1 masha
Zanjabeel_ 1 masha
Pipla moll_ 1 masha
Tariqah e Istimaal ! How To Use It's
In 4 chizun ko achhi Tarah se barik peeskar 4 tola asli šhehad mein milakar thoda thoda Karke daily chatate tahen insha allah khansi ki har tarah ki problems door ho jayegi
Sukhi khansi ke liye tazah aur mitha seb khana bahut faidemand hota hai agar kisi ko sukhi khansi se preshani ho rahi hai to chahiye ki woh shakhs daily 2 Apple jo pake huwe or mitthe ho khalen 1 weekl mein insha allah khushk sukhi khansi sahi ho jayegi yeh 1 desi aur gharelu upchar hai agar faidah nahi huaa to aapki sehat to mostly right hojaegi so tack contineu 1 sweet & fresh apple daily
4
All Type Khansi Ka Desi Nuskha | Khansi Ka Gharelu Ilaj Kaise Kare?
Agar mariz ko lagataar khansi ki shikayat hojaye ya baar baar yahi preshani ho rahi ho or sirf sukhapan hi rehta ho i mean ki khanste huwe kuchh bhi na nikalta ho to iske liye aap yeh nuskha jarur aazmalen karna kya hai? Chhili hui 8 magz e badaam 3 tola misri 3 tola gaay ka taza makkhan in ka achha sa misran banaen aur day & night isko 1-1- spoon chaatlen mostly aapki khansi chutki mein gayab hojaye gi insha allah
Khansi Ke Liye Ayurvedic Nuskha Kaise Tayyar Kare? Most & Usefull Treatment Cough
Laimoon- nimbu' se khansi ko khatam karen 24h. Mein use karne ka tarikah aise karen 1 achha sa nimbu lekar kisi kapde mein lapet len fir usko halki aag ya bhobar mein ande ki tarah daal len kuchh der mein isko nikalkar kisi pyali mein nichodh den ab iss ke ras mein asli honey- shehad miladen yeh aapki dawa tayyar hai per day 3- chamach chaat te rahen khansi balgam ke saath kharij hokar aapko sukoon mil jayega insha allah
No comments:
Post a Comment