Dosto blog banane ke baad sabse badi samasya jo hmare samne aati hai vo hoti hai Blog Post Ko Google Search Engine Me Kaise Laye , taki jab bhi koi google par hmare keywords search kare to hmari website ka link bhi vhaa par show ho. To uske liye sabse pehle apni website ko google search console me add krna hota hai to yadi apki website google search console me add nahi hai to aap yaha se seeekh skte hai Blog ko Google Search Console Me Kaise Add Kare, uske baad kisi bhi post ko google ke search result me kaise show krna hai apko neeche diye gaye steps me bataya gya hai.
Apni Blog Post Ko Google Search Engine Me Lane ke liye neeche diye gaye steps ko follow krte jaaye.
Step 1:
Sabse phle aap google par jaa kar google search console search kariye, or jo result apke samne dikhe uske uper jaa kar click kar de jaise ki apko uper tasveer me dikhaaya gya hai.
Step 2:
Iske baad apke samne ek esa page open hoga, esa page open hone ke baad aap start now par click kar de.
Step 3:
Abhi apke samne ek esa page open ho jayega, yahan par apko Go To Old Version likha hota hai vaha par click kar de.
blog-post-ko-google-search-engine-me-kaise-laaye
Step 4:
AB apke samne kuch esa interface open ho kar ayega, abhi aap Crawl par click kar de.
Step 5:
Iske baad apke samne kuch esa interface open hoga, isme aap Fetch As Google par click kar ke next page open kar le.
Step 6:
Abhi apke samne esa ek box dikhega, abhi aap jis bhi post ko google par dikhaana chahte hai use uske link ko is box me paste karde.
Step 7:
Yaad rkhne wali baat ye hai ki apke link me apki poori website likhi hui hogi lekin apko yahan par keval apki website ke baad waala portion hi paste krna hai
Example: https://www.earningtipsinhindi.com to pehle se hi likha hai mujhe bas isse aage ki url hi yahan par paste karne ki jaroort hai.
Or esa krne ke baad aap Fetch par click kar de.
Step 8:
Abhi apke samne kuch esa interface show hoga jo apne url paste ki hogi uske lie request index karne ke liye kaha jayega. To yaha par aap Request Index par click kar de.
Step 9:
Request index par click krne ke baad apke samne kuch esa interface ayega, Yahan apko I am not a robot par click kar dena hai or neeche diye gaye dono boxes me se kisi bhi ek me click kar dena hai.
Iske baad aap GO par click kar de.
Step 10 :
Abhi apke samne esa interface ayega or iska matlab hota hai ki apki jo url thi vo submit ho gayi hai. Abhi kuch der intezaar krne ke baad apne aap google apki blog post ko search result me show kar dega. Or in 10 steps ko follow karne ke baad apko apke question ka jawab bhi mil gya hoga ki Blog Post Ko Google Search Engine Me Kaise Laye.
Important:
Abhi bhi aap me se kisi ko koi porblem hai or kuch samjh nahi aa rha hai to aap uper diye gaye contact us par click kar ke mere sath contact kar skte hai, isme mera whatsapp number bhi apko mil jayega. Or aap yaha click kar ke bhi Contact Me page par jaa skte hai.

No comments:
Post a Comment