Aslam o Alikum ....wellcome to my site..
jnb jo bhi preshan hai ki akhir kaise website ke liye dofollow backlink banaye to vo sabhi ek bar fir se ready ho jaaye or apki website ke liye fir se le kar aaye hai 5 naye backlinks vo bhi dofollow.
Or han is baar bhi kisi ne koi comment nahi kiya tha to us karn se kisi ki URL mere paas nahi thi jis karn se mene khud hi URL ke uper backlink bna kar aapko dikhaye hai. To is baar aap apni website ki url ko comment box me likhna bilkul na bhoole. To chaliye dosto apka jaada samay barbaad na karte hue aate hai mudde ki baat par or krte hai shuru.
Bahut se log ye to bol dete hai ki aap apni website ke liye dofollow backlinks banao par koi bhi kabhi nahi batata hai ki akhir dofollow backlink banaye kaise jaate hai. To chaliye aaj apko batate hai or shuru karte hai aaj ka article.
Do-Follow Backlink 1:
Backlink banana shuru karne ke liye sabse pehle to apko aYahan Click Krna hoga or jab aap yahan click kar denge to jo apko uper dikh rha hai vesa hi kuch interface apko dekhne ko milega. Yahan par apko jo-jo pucha gya ho vo sabhi kuch fill kar dena hai.
Or dhyaan rkhne wali jo baat hai vo ye hai ki apko Name ki jgha par apni website ka naam ya fir jo keyword aap rank karwana chahte hai vehi likhna hai, isse apko rank karne me asaani hogi. Or jab aap sara ka sara data fill kar de to uske baad aap Add par click kar de.
Or Add ke uper click kar dene ke baad apke samne kuch esa interface open hoga jisme apko apka backlink show hoga jaise ki mujhe Earning Tips In Hindi ka show ho rha hai, jaise ki apko uper image me bhi dikh rha hoga.
Do-Follow Backlink 2:
Dusra dofollow backlink banane ke liye sabse pehle apko yahan click karna hoga, or yahan click karne ke baad apke samne jo page open hoga use thoda sa scrol down karne ke baad apke samne ek esa interface ayega jo ki apko uper image me dikhaaya gya hai. Isme jo bhi apko bataya hai vo sabhi kuch apko isme fill kar dena hai.
Lekin dhyaan rkhne wali bat ye hai ki apko jo comment karna hai usme thode codes istemal karne hai jo ki apko neeche diye gaye hai.
<a href="http://www.apki website ki URL.com/">Apki website ka naam</a>
Yahan apko apni website or apna keyword likh kar hi submit karna hoga. Yadi apko koi bhi confusion ho rahi hai to aap uper tasveer me dekh skte hai ki mene kaise likha hai vese hi aap apni website or keyword change kar de or likh de. Or uske baad aap Post comment ke uper click kar de.
Or yaad rakhe jab aap click kar denge post comment ke uper to us jgha par apko ese dikhega ki posting comment, to thodi si der wait krna hai fir thodi der baad apna page refresh kar lena hai or page ko puri tarh se load hone dena hai fir dekhna apka comment bhi jaise mera show ho rha hai vese hi show hoga.
Do-Follow Backlink 3:
Teesra dofollow backlink banane ke liye apko sabse pehle yahan click karna hoga, Or jab aap yahan click karenge to jaisa interface uper image me dikhaaya gya hai usko dhund le. Or uske baad jaise jaise apko bataya gya hai vese vese sab kuch fil kar de.
Or dosto jab aap sabhi kuch fil kar denge to apka interface kuch esa show hoga, Or han dosto yaad rkhne wali baat hai ki name ke place par apko apne keyword ko likhna hai isse apka vo keywrod google par bahut hi jaldi rank hoga. Or jab aap sab kuch fil kar de to uske baad Submit button ke uper click kar ke apna comment submit kar de.
Or jab aap apna comment submit kar denge to uske bad apko apka banaaya backlink ese hi samne dikhna shuru ho jayega jaise ki mera banaya backlink apko dikh rha hai.
Do-Follow Backlink 4:
Fourth dofollow backlink banane ke liye sabse pehle aap yaha click krna Or jab aap yahan clik kar denge to uske baad apko jo interface uper image me dikhaaya gya hai usko dhunde. Or jab apko ye dikh jaaye to aap yahan jo bhi data likha hai bhar de.
Or jab aap data bhar denge to uske baad apka ye page kuch esa dikhega, Or han apko fir se yaad dila du ki name ki jgha par apko apni website ka vo keyword likhna hai jise aap rank karwana chahte hai. Or jab aap ye sab fil kar de to uske baad aap submit comment ke uper click kar de.
Or jab apka comment submit ho jayega to jaise apko mera comment dikh rha hai apko apna comment bhi dikhega or apka dofollow backlink ban kar ready ho jayega.
Do-Follow Backlink 5:
Fifth backlink ki process thodi si lambi hai islie thoda dhyaan se padhe, backlink banane ke liye sabse pehle aap Yahan Click Kare or jab aap click kar lenge to page ke bilkul end me chale jaaye apko esa interface show hoga. Yahan jaa kar aap sign up ke uper click kar de.
Jab aap sign up ke uper click kar denge to uske baad apke samne kuch esa interface show hoga, yahan par ap apni detail bhar de or fir sign up ke uper click kar de.
Or jab ap sign up ke uper click kar denge to apke samne kuch esa interface show hoga, or kaha jayega ki apki email par ek confirmation code bheja gya hai, aap apni email id open kar le.
Jab aap apni email id open karege to apke samne ek esa email dikhayi dega aap ise open kar le.
Jab aap is email ko open karenge to ander ek esa message hoga, isme apko Confirm account dikhega. Or iske uper aap click kar de or apna account confirm kar le.
Jab apka account confirm ho jayega to apke samne ek esa message show hoga ki apka account jo hai vo confirm ho gya hai. Or iske baad aap apne account me sign in kar le.
Or jab aap apne account me sign in kar lenge to uske baad ap bapis Yahan Par Click kare. Or jo page open hoga usme end me jaaye or comment box me comment likhe.
Yaha par apko fir se code ke sath hi comment likhna padega, or jo code istemal hoga vo neeche likhe hua hai.

Or fir se yaad rkhe ki apni website ki URL or naam change karna bilkul bhi na bhoole. Or jab bhi aap ye kaam kar le to uske baad Create Review ke uper click kare de or apka comment jo hai vo publish ho jayega.
Or jab aap apne comment ko dekhenge to apko apka comment kuch is trh se dikhega. Jaise ki apko mera Earning Tips In Hindi ka comment dikh rha hai. Or ese apka ek or backlink ready ho jayega.
Conclusion:
To dosto ye tha website ke liye dofollow backlink kaise banaye iska part-2 . Or jaldi hi iska third part bhi aane wala hai isliye touch me rahe. Or Earning Tips In Hindi ka facebook page like karna bilkul bhi na bhoole. Or apko is article me koi bhi problem aati hai to aap mujhe mere Whatsapp number ke uper contact kar stke hai jo ki contact us page me mozood hai.
Or apni website ki URL comment box me jaroor likhe jisse ki me apki website ke liye dofollow link bna kar tutorial bna saku. Jisse apko bhi fayda hoga or mujhe bhi tutorial ke liye ek URL mil jayegi.

No comments:
Post a Comment