New Blogger Ki Full Seo Or Basic Settings Kase Kare Urdu Hindi - My Web

New Blogger Ki Full Seo Or Basic Settings Kase Kare Urdu Hindi

Assalamu alaikum dosto kam karta hun main aapko aapane blog p doston aapko pata hai main bloging se related article Lata rahata hun dost aapane hamare log ko subscribe karna hai subscribe karne ke liye aapane Bell icon per click karna hai jisse hamare har aane wali post ka notification aapko mil sky.


New Blogger Blog ki Basic or Seo Settings Krk Blog Ko Professional kasy Bnain.
 Dosto is article Mein Main aapko bataunga new blogger blog ki basic setting kaise karen sabhi setting karne ke bad aapko blog 
professional look dega

Blogger par ek blog 30 minutes Mein pyar to ho jata hai ya uski blog ko professional-look kaise banaen .

Doston aapane bahut Sare blogs dekhe honge jin ka look professional website Ki Tarah hota Haiaapke man mein bhi yah sawal Hoga ham bhi vaisa hi look banaya Apne block ko chaliye main aapko sikhaoga Step by Step .

New Blogger Ki Basic Seo Settings Kasy Kare.
Aapko simple Nichy Die Gaye Steps Ko Follow Krna hai .
  1. Theme Change Kre .
           Sabse pahle aapko Apne blog ke liye responsive template dhundhne hogi aap Google se search kar sakte hain.


Bahut Sare site perimum template buy sell karte hain yad rahe aap yad rahe aapko jis theme ko buy karoge vah mobile-friendly aur responsive Hona chahie.

Blog Ki Template Kase Change Kare.

Phaly ap Blogger Dashboard mqin login kare phir >>Theme>> Backup/Restore>>Chose File phir Jo template aapane download ki hogi uski XML file select Karen phir >>upload Button p Click kare.



2: Description Add Kare

Description mein aapko Apne site ke bare mein likhna haiaapane Apne blog per kaun se topic likhate ho aap ki site kaun si topic per hai etc.
  • Blogger Blog Description Kase Add Kare
Blogger Dashboard main>>settings par Click kare phir >>Basic or phir Description Section main>>Edit click Krna hai Ur Phir Text box main Apna description Likhain .

3: Privacy Settings (important)

Is setting ko aapane dhyan rakhna hai yah setting aapke blog per of hongi to Aapka block Google mein show Nahin hoga ye bht hi important Settings hai .

Privacy Settings kase Kare

Blogger dashboard ki>>setting main apko >> basic  option p click krna hai phir apko >>Privacy section main 2 options mily gy 
1 Add your blog to our listings?>>yes select kare
2:Let search engines Find Your Blog? Is pr b>> Select kare



4:Enable HTTPS
  Jb aap kis blog ko browser kis search bar mein search karte hoaapane Dekha Hoga https ke piche ek green lock hota hai uska matlab wo sites secure hota Hai.

Blogger per HTTPS kase Enable kare

  • Blogger dashboard main>>Settings par click kare phir>>Basic>>HTTPS Redirect>>Yes select kare 
5:Post Comments And Sharing Settings
Is settings mein aap apne blog ke post comments ki settings ko control kar sakte ho.
Post Comments Settings kase Kare.
  • Blogger Dashboard>>Settings>>Post, Comments And Sharing
  • Post section main>>show At most Option jitni post ko ap homepage Show krne hugi 6 7 8 select Krle 
  • Comments selection main>>Comments location>>embedded  ka option Select kare >>Who Can Comments>>user With Google Acount Select Kare .
6:Meta Discription Add Kare.

Jab ham kis site ko search engine mein search karte hain to vahan blog title aur meta description show hota hai aapke blog ke liye sabse zyada important settings hai.

Blogger Blog Mein Meta Discription Kase Enable Kare
  • Blogger dashboard main>>settings main jaye Phir >>Search Prefrence phir>>Meta tags selection main>>Discription ke age>>Edit>>Yes par Click Kare Or Apna Meta Discription Likhy .


7:Custom Robots.txt File Add Kare
Is setting se aap apne blog ko control kar sakte hain aapke blog ki SEO ke liye bahut zaruri hai.
  • phly Blogfer ki Setting Main jay Phir >>search Prefrence >>Custom Robot.txt>>Edit>>Yes text box open hoga usmein aapane code paste karna hai.
Robot.txt File Creat Kase kare.

Apne Apne Browser p blogger url k agy /robot.txt likhna jasy nichy pic main dekhaya hao . Us code ko copy krk apne box main Paste kr dena hai .



8:Custom Robots Header Tags Setting
Ye settings seo  ke liye kafi important hai is settings p ap Labels, Archive ko no index kr skty ho

Blogger main Robots Header Tags Setting kase kare
  • Blogger Dashboard main>>Settings per click kare phir>>search Prefrence or phir custom robot header tags k age>>Edit par Click kare jaisalmer se screenshot Mein settings Hai same  vaise hi Karen aur phir >>save Changes Button Pr Click kare 

  •  
Blogger per yah sabhi basic setting karne ke bad aapka blog a professional look dega jab aap apna naya blog create karte Hain To yah sab change karna bahut important hai yah tha aaj ka hamara artical wait karta hoon ke ab aap aasani se apne blog ka look change kar sakte hain aur uski setting kar sakte hain agar aapko is related koi sawal Hai To ab comments Mein poochh sakte hain uska jawab dunga 

Requst: agar aapko yah Mera article achcha laga ho To please ise Apne friends ke sath zarur share Karen isliye ke Baki logon ko bhi e madad mil sake Thanks 😘



7 comments:

  1. A lot of techniques goes in writing a blog so that it gets the required visibility by attracting web traffic. ralevant backlink

    ReplyDelete
    Replies
    1. if u knw how to make backlinks for blog or website plz visit here
      https://myweb6355.blogspot.com/search/label/BACKLINKS

      Delete
  2. I think this is an informative post and it is very useful and knowledgeable. therefore, I would like to thank you for the efforts you have made in writing this article. I will 800 dofollow blog comment backlinks high da 20 to 80

    ReplyDelete
  3. I really impressed after read this because of some quality work and informative thoughts . I just wanna say thanks for the writer and wish you all the best for coming!. instagram ibmseo

    ReplyDelete
  4. In this article understand the most important thing, the item will give you a keyword rich link a great useful website page: Hindi tips

    ReplyDelete