Blogger blogging Mein success kaise ho Urdu hindi - My Web

Blogger blogging Mein success kaise ho Urdu hindi

Assalam walekum doston kaise ho mujhe Mjhe umeed sb theak honge friends welcome karta hun main aapko Apne blog per aapko pata hai ki block yahan per artical post kar raha hun. Aaj topic mein baat karne wala hun main aapko dunga ke blogger Bloging me success kaise ho chalo shuru karte hain Apna topic.


Blogger blogging Mein success kaise ho
Blog banane ke bad Kisi bhi blogger ko blog ki field Mein success hone ke liye bahut struggle karna padta hai jo bloggers mehnat aur Lagan ke sath login karte hain ek din unka naam jarur Roshan hota Hai lekin bahut log aise hote Hain Jo dusre blogger ki ho rahi income Ko dekhkar Apna block to banaa lete hain par jab login karne ki aati Hai To usse Sahi dhang se nahin kar pata Jism Ka time aur paise Nahin jaate Hain ek baat yad rakhna Jo Banda mehnat karta Hai vahi kamyab hota Hai duniya Mein koi aisa Kam Nahin Jo bagair mehnat ke ho aapko har kam Mein mehnat karni padati hai mehnat karoge To kamyab ho jo log mehnat se pahle Uske return ka sochte hain Hain To unko kuchh bhi Nahin milta.

Aur han koi bhi kam shuru karne se pahle uski acchi Tarah information laazmi Lele Maine bht say bloger dekhe Hain Galti karte hain woh  YouTube per avideo ya rtical padhakar blog banaa to dete Hain 2 3 artical post Karke Google AdSense k lie apply karte hain Tu hota kya Hai unko Google AdSense ka yahan to email Nahin aata agar email aata bhi hai to 2 3 month ke bad kya hota hai ki aap ki terms and condition pura Nahin utarty aur aapka AdSense disapprove ho jata hai.
Blogging karne se pahle isko Sahi tarike se samjhe aur blogger k kamu ko jane ok blogger blogging per mehnat lagane se kam karega to vah log inki field Mein success hoga.isliye hamen Apna blog banane se pahle yah pata Hona chahie ki ham Apne blog per kya Kam karna hy yah sab information for use per Amal karte hi aap blogger blogging Mein success ho sakte hain.
Aap blog premi bhi mana sakte hain main aur web hosting khareed kar banana skty hain koi bhi aap kar sakte hain.lekin block banakar use manage karna aur blogging Mein success Hona itna aasan bhi Nahin Hai jitna log sochte Hain. Kuchh blogger to blogging Mein success hone ke liye kafi sal lag jaate Hain.

iski asal waja ye  Hoti Hai kya wo eaening Karne ke chakkar Mein internet per articles badhkar Apna blog banaa Lete Hain lekin blog ko manage karna aur bloging mein success Hona Nahin jante. Agar aap bhi UN logon mein se to artical ko Pura padhiye isliye is article Mein ham jaane ke ek blogger bloging Mein success kaise hoga.

  • Sabse pahle aapane aapane blog ka title se related koi top level domain buy karni hai aur kisi acche blogging platform per Apna blog bnaie yad rahe search engine free platform per banae Gaye blog se paid platform per banae Gaye blog Kisi post zyada show hoti hai.
  • Block acche aur simple tarike se design Karen blog ko khubsurat banane ke chakkar Mein zyada colourful na Karen jisy blog reader  to post padhne Mein pareshani Aaye.
  • Fast loading hone Wali theme template ko Apne blog Mein install Karen.Kyunki har visitor essay blog per visit karna jyada Pasand karta hai jo browser Mein jaldi open hota hai aur vo mobile-friendly bhi Hona chahie isliye ke aajkal duniya Mein computer se zyada mobile per log internet chalana Pasand karte Hain.
  • Post Mein kam se kam 700 words jarur likhen aur keywords ko xyada se zyada use Karen post ko Search engine optimisation friendly banaaiye jisse aap search engine Mein jaldi aur first page main jaldi show ho .
  • Aisi post ko Apne blog per jyada se jyada publish Karen jo abhi tak internet par publish Na hui ho jisse logon Ko acchi information mil sake .
  • Har dusre din 1 new post jarur share Karen isase hamare blog ki rank improve hoti hai aur search engine Mein hamare post-op page per show hoti hai.
  • Ham new post publish karne ke bad usko social networking site Jaise Facebook Twitter Google plus LinkedIn per share Karen.Kyunki new blog search engine se visitor Nahin mil paate isliye hamen visitor ke pass tak apni post ko Khud puchna padta hai aur iske liye social networking site aur ine per available group sabse best option hai 
  • Kisi Ki post ko copy Karke Apne blog per bhulkar bhi share na Karen 1 2 search engine aapke blog ko hamesha ke liye blog kar sakta hai.
  • Hamesha Apne blog per helpful new blog titles related post hi publish Karen koi bhi business pahle se maujud post ko dobara padhna Pasand Nahin karta
  • jahan tak ho sake visitor kolaj me Uske comments ka reply karen isase blog sabse jyada success hote hain Jin bloggers visitor  comments ka reply karte hain.
  • online income karne ke liye hi bloging Na Karen income ko Apne Man se nikalkar logon ke sath knowledge share karne ke liye hi bloging Karen. Blogging Ki duniya Mein aakar hamesha sikhane aur sikhane ki koshish karen.
Doston yah the blogging Mein success hone ke kuchh points mujhe Mila kya aapko Mera article padhakar kafi knowledge Mila hoga agar aapane Apne blog Mein success hona hai hi to tips ko follow Karen.

Note. Agar aap blogging karna chahte hain to ek baat yad rakhe mehnat laazmi karni padegi Bina mehnat ke aap blogging Mein kamyab Nahin ho sakte.

No comments:

Post a Comment